بحرِ بیکراں
زاہد اکرام کے قلم سے
صلہ الفت
Sila-e-ulfat aur wafa
Gham-e-furkat aur jafa
Ki ham ne tark-e-mohbat
Kon deta hy Jaza
Koi man ke armaan loot
chala
Zakhmi Aina-e-dil toota
Ankhain barsen sawan
ki tarah
Derd se khonn-e-jiger tapka
Dunya wale na ye raaz
samjhe
Pia ke bhais main kon mila?
Sang dil na derd-e-dil
samjhe
Jo samjha wo bi kam samjha
Do jism the roh thi
mushtrik ehsaas
Jo bichar gae tu tair-e-roh pharka
Tair-e-neem-bismal ki
tarah tarapte hain
Furkat main jine se zahid merna achaa
Sila-e-ulfat aur wafa
Gham-e-furkat aur jafa